yaad AATI HAIN

Jab hote hai hum akele
tumhari har baat yaad aati hai……

Hume har ek pal, har ek din
tumhari yaad aati hai……

Tumhe bhulna to chaha
lekin, hum bhula na paaye……

Jitna chaha bhulna
tum utna hume yaad aaye……

Yeh din gujrate hai teri yaad mein
yeh raatein gujrati hai teri yaad mein……

Ab to hume tumse achi lagti hai
beete hue dino ki yaaden……

Tumse to achi hai
tumhari yaadein……

Hamesha saath rahti hai humare
beete hue lamho ki yaaden……